orkutscrap4u.com is world no.1 website which will being helpful to express your emotion in the social networking websites like facebook,orkut or blog, images for your orkut, hi5, myspace graphics, glitters, comments, friendster, bebo, xanga.
hindi shayari in hindi,sms shayaris,shayari in sms,love shayari,love shayarisHindi Shayari( शायरी ) Dil ki awaz shayari ki zuban
जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥
कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥
Posted by Rahul(2,sep 2010) under Love Shayari No Comments
har raat ke chand par hai noor apse. Har subha ki oas ko hai
guroor apse. hum kehna to nahi chahte par mar jayenge reh kar door apse
Posted by Rani(2,sep 2010) under Love Shayari No Comments
aaj mosan mein ajib se baathai bekabo se humare khayalat hai
ji chahat hai ki chura lun aapko aap hi se par mummy kehti haiki chori karna paap hai
Posted by Ramesh(12,sep 2010) under Love Shayari No Comments
TU HAIN MUJME SHAMIL MERE KHUN KI TARAH
TERA TASAWWARE JIKR BHI KARU KIS TARAH
CHAHE DOOR SAHI LEKIN TU HAIN IS DUNIYA MAIN
TERI UMMID REHTE HUAE MAIN MARU KIS TARAH
Posted by Sunil(5,sep 2010) under Love Shayari No Comments
shaam hote hi ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Posted by Geeta(9,sep 2010) under sad Shayari No Comments
khushbu ne phool ko khas banaya,
phool ne mali ko khas banaya,
chahat ne mohabbat ko khas banaya,
kambakht mohabbat ne kitno ko devdas banaya…
Posted by Tinku(18,sep 2010) under Love Shayari No Comments